"Kyun K Main Eik Aurat hon" By Umera Ahmed
Aaj sey Bohot Sal pehley ALAH ney "insan" ko Banaya
Yani "Mard" ko,.. Uswakt ALLAH ney mujhey iskey Sath nahee banaya, Sirf Mard hi ko Banaya,
Phir Mard ko iLM ata kiaa, .or Sarey farishton ko issey Sajda karney ko Kaha, Main usWakt bhi nahii thi.
Mujhey Allah nay usskey Kaafi dair Baad banaya,
or
Ajeb Bat ye hey ke Mard ko ALLAH ney Mittii sey Banaya, Bay-Jan mitti sey ! Bay-Ronak Mitti sey ! Aysi Mitti jismain Khushbo tak nahe thii,
Laikin Mujhey ALLAH ney Mard ki Paslii sey Payda kia Ajeb Bat hey na??? Mujhey Usney aik aysi cheez se banaya jissey ALLAH nay iLm ki Takat di jissey ALLAH ney Farishton sey Sajda Karwaya..!
Jisko Sajda kerney pe iNkar per iBlees hamaysha key Liye Ma'tooob Karar dey diya gaya' jissey ALLAH nay Zamen par apni Khilafat key Liye muntakhib kia'
Kayssi Ajeeb Bat hey na ke Mard key liye istamal honey wala material billkul Aam or Mamooli tha, or Mujhey bananey key liye liya janay wala Material kitna Aala tha
phir bhi Zamen par Mujhay Kabhi wo iZZat, Qadar, or ehhmiyyat Hasil na hoyee jo Mard ko hasil hoyee kyun k "Main eik Aurat hon "
Umera Ahmed k Qalam se......

0 comments:
Post a Comment